Heart touching Dua 2017 | Meray Mola Karam ho Karam | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Full HD Ramadan Kalam




Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam…

Tujh say faryad kertay hain hum,
Tujh se faryad kertay hain hum.

Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam…

Yeh zameen aur yeh aasman,
Tere kabzay mein hain do jahan,
Sab ka Tu hi to hai mehrban,
Hum tere dar say jayein kahan,
Tuhi sunta hai sab ki sada,
Tuhi rakhta hai sab ka bharam.

Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam…

Bhol bethay hain Tera kaha,
Tunay Quran mein jo likha,
Aaj hain dar badar iss tarha,
Koi bikhray lardi jis tarha,
Aik ker humko Behr-e-Shaha,
Hum nay khud pe kiye hain sitam.

Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam…

Jayein to kahan jayein,
Tere dar ke siwa Maula,
Taskeen kahan payein,
Tere dar ke siva Maula,
Maula! Maula! Maula!

Mere Maula karam ho karam,
Mere Maula karam ho karam…

Post a Comment

0 Comments